Audio | بزبان شاعر


English اردو



Ghazal us ne ch`Ree, mujh`e saaz denaa
Zaraa u'mr-e-raftah ko aawaaz denaa!

Ghazal tarannum se pesh karne kaa mujh` ko bachpan se hee shauq rahaa hai. fit^rat-e-fayyaaZ^ ne aawaaz bh`ee dee hai aur shauq bh`ee. chunaan.ch apnee GhazaleN Khush-guloo,ee se adaa kar letaa hooN. is HiSSeh meN aap ko jaa ba-jaa meree aawaaz meN meree hee GhazaleN sun,ne ko mileN gee. ummeed hai keh agar yeh Ghazal-saraayee aap ko pasand nah bh`ee aayee to kam az kam naa-pasand to nah ho gee!

leejiYe ab suniYe! agar sun kar apnee raaYe bh`ee likh` deN to mehrbaanee ho gee. shukriyah!


1 ummeed-o-aarzoo miree damsaaz ban gayee ummeed-o-aarzoo miree damsaaz ban gayee
2 ho gayee me'raaj-e-i'shq-o-a'ashiqee HaaSil mujhe ho gayee me'raaj-e-i'shq-o-a'ashiqee HaaSil mujhe
3 woh taSawwur meN bhee mujh par mehrbaaN hotaa naheeN woh taSawwur meN bhee mujh par mehrbaaN hotaa naheeN
4 ham huwe gardish-e-dauraaN se pareshaaN kyaa kyaa! ham huwe gardish-e-dauraaN se pareshaaN kyaa kyaa!
5 ik Zaraa see der ko naz^roN meN aane ke liYe ik Zaraa see der ko naz^roN meN aane ke liYe
6 mareeZ^-e-i'shq par pal meN qiyaamat kaa guzar jaanaa mareeZ^-e-i'shq par pal meN qiyaamat kaa guzar jaanaa
7 BEKASEE BEKASEE
8 rah-e-ulfat nihaayat muKhtaSar ma'loom hotee hai rah-e-ulfat nihaayat muKhtaSar ma'loom hotee hai
9 laraz rahaa hai dil-e-saugawaar aaNkh`oN meN laraz rahaa hai dil-e-saugawaar aaNkh`oN meN
10 sunaa hai arbaab-e-a'ql-o-daanish hameN yooN daad-e-kamaal deN ge sunaa hai arbaab-e-a'ql-o-daanish hameN yooN daad-e-kamaal deN ge
11 Dh`ooNDte Dh`ooNDte Khud ko maiN kahaaN jaa niklaa! Dh`ooNDte Dh`ooNDte Khud ko maiN kahaaN jaa niklaa!
12 manzil-e-dard se guZar aaYe manzil-e-dard se guZar aaYe
13 nah maiN SubH kaa, nah maiN shaam kaa, nah zameeN kaa hooN, nah zamaaN kaa hooN nah maiN SubH kaa, nah maiN shaam kaa, nah zameeN kaa hooN, nah zamaaN kaa hooN
14 rasan yeh kyoN hai, bataa,o yeh daar kaisaa hai? rasan yeh kyoN hai, bataa,o yeh daar kaisaa hai?
15 jafaaYeN dekh` liyaaN be-wafaa,iyaaN dekh`eeN jafaaYeN dekh` liyaaN be-wafaa,iyaaN dekh`eeN
16 aa bh`ee jaa keh is dil kee shaam hone waalee hai aa bh`ee jaa keh is dil kee shaam hone waalee hai
17 Bilaa Unwaan ek naz^m/Ghazal Bilaa Unwaan ek naz^m/Ghazal
18 aadh`ee raat kee ghanTee aadh`ee raat kee ghanTee
19 Tazmeen-e-Ghalib #1 Tazmeen-e-Ghalib #1
20 Tazmeen-e-Ghalib #2 Tazmeen-e-Ghalib #2
21 Gulaabjaamun Gulaabjaamun
22 Andeshe Andeshe
23 jab jab woh sare-t^oor-e-tamannaa naz^ar aayaa jab jab woh sare-t^oor-e-tamannaa naz^ar aayaa
24 u'mr bh`ar royaa kiYe naa-kaamiyaaN dekh`aa kiYe** u'mr bh`ar royaa kiYe naa-kaamiyaaN dekh`aa kiYe**
25 kare qarZ^ tere adaa koyee ai nigaa-e-yaar! kahaaN talak? kare qarZ^ tere adaa koyee ai nigaa-e-yaar! kahaaN talak?
26 ek chehraa! ek chehraa!
27 maayoosee! maayoosee!
28 tiraa yooN faiSilah ai gardish-e-ayyaam ho jaaYe ** tiraa yooN faiSilah ai gardish-e-ayyaam ho jaaYe **
29 SubH naheeN hai, shaam naheeN hai! ** SubH naheeN hai, shaam naheeN hai! **
30 Khirman-e-ummeed naz^r-e-aah-e-sozaaN ho gayaa! ** Khirman-e-ummeed naz^r-e-aah-e-sozaaN ho gayaa! **
31 dil kee baatoN meN kyaa aanaa dil to ik deewaanah hai ** dil kee baatoN meN kyaa aanaa dil to ik deewaanah hai **
32 tumhaare din ke saamne bh`alaa hamaaree raat kyaa? ** tumhaare din ke saamne bh`alaa hamaaree raat kyaa? **
33 Talaash! na't-e-Rasool-Allah (saw) Talaash! na't-e-Rasool-Allah (saw)
34 Ek Sawaal! Ek Sawaal!
35 meraa jaanaa nah huwaa, aap kaa aanaa nah huwaa ** meraa jaanaa nah huwaa, aap kaa aanaa nah huwaa **
36 dil-e-majboor kee aah-o-fuGhaaN se kuch` naheeN hotaa ** dil-e-majboor kee aah-o-fuGhaaN se kuch` naheeN hotaa **
37 be-kaif jawaanee hai, be-dard zamaanah hai ** be-kaif jawaanee hai, be-dard zamaanah hai **
38 dekh`naa hai keh wahaaN saamne kyaa aataa hai dekh`naa hai keh wahaaN saamne kyaa aataa hai
39 hameN yaad aayeeN akcar tiree dilbaree kee baateN ** hameN yaad aayeeN akcar tiree dilbaree kee baateN **
40 kyaa qiyaamat th`ee, kyaa qiyaamat th`ee! * kyaa qiyaamat th`ee, kyaa qiyaamat th`ee! *
41 dil-lagee hee dil-lagee meN dil kisee kaa ho gayaa * dil-lagee hee dil-lagee meN dil kisee kaa ho gayaa *
42 niyaaz-e-i'shq-e-butaaN hai kaisaa, Ghuroor-e-Husn-o-shabaab kyaa hai? * niyaaz-e-i'shq-e-butaaN hai kaisaa, Ghuroor-e-Husn-o-shabaab kyaa hai? *
43 bayaan qiSSah-e-be-chaaragee kiyaa jaaYe! * bayaan qiSSah-e-be-chaaragee kiyaa jaaYe! *
44 agar azal th`aa to kyaa abad hai? makaaN hai yaa laa-makaaN naheeN hai? * agar azal th`aa to kyaa abad hai? makaaN hai yaa laa-makaaN naheeN hai? *
45 andaaz-e-KhizaaN raNg-e-bahaaraaN naheeN dekh`aa * andaaz-e-KhizaaN raNg-e-bahaaraaN naheeN dekh`aa *
46 Sarwar! jigar ke daaGh numaayaaN nah keejiYe! Sarwar! jigar ke daaGh numaayaaN nah keejiYe!
47 raNg-o-Khushboo, shabaab-o-ra'naayee * raNg-o-Khushboo, shabaab-o-ra'naayee *
48 agar too har nafas fit^rat kaa ham-aawaaz ho jaaYe * agar too har nafas fit^rat kaa ham-aawaaz ho jaaYe *
49 daastaan-e-shauq le kar naamah-bar aayaa to kyaa? daastaan-e-shauq le kar naamah-bar aayaa to kyaa?
50 fuGhaaN kaa Zikr kareN, aarzoo kee baat kareN fuGhaaN kaa Zikr kareN, aarzoo kee baat kareN
51 kisee kee justjoo hai aur maiN hooN kisee kee justjoo hai aur maiN hooN
52 vaqt ke haath`oN Hikaayaat-e-anaa bh`ool gaYe vaqt ke haath`oN Hikaayaat-e-anaa bh`ool gaYe
53 iqraar-e-vafaa, ummeed-e-karam! kuch` keh nah sake, kuch` bh`ool gaYe! iqraar-e-vafaa, ummeed-e-karam! kuch` keh nah sake, kuch` bh`ool gaYe!