yeh baab (section) un maZ^aameen par mushtamil hai jo maiN ne waqta"-fawaqta" muKhtalif risaaloN meN ishaa,a't ke liYe likh`e haiN. kuch` aise maqaalaat bh`ee haiN jo :internet: kee muKhtalif meHfiloN meN dene kee GharaZ^ se teHreer keiYe gaYe haiN. chooN.k :net: par diYe jaane waale maZ^aameen kaa aSl maqSad nau-mash` likh`ne waaloN kee reh-numaayee aur adbaa nikaat kee waZ^aaHat hotaa hai is liYe yeh maZ^aameen bohat sanjeedah aur a'meeq u'nwaanaat par naheeN haiN. ph`ir bh`ee maiN ne koshish kee hai keh naz^ar-e-caanee ke ba'd woh yahaaN pesh kiYe jaane ke qaabil ho jaaYeN. ummeed hai keh aap in maZ^aameen ko mufeed aur dilchasp paaYeN ge. apnee raaYe se :mehmaanoN kee kitaab: (Guest Book) aagaah kar ke shukriyah kaa mauqa' i'naayat farmaa,iYe!
Sarwar A. Raz "Sarwar"
1.
Ek Pardah Jo UThaa....... 2.
Ek zameen, Teen Shaa,i'r: "Ghalib", "Dagh" aur "Amir" Minai 3.
Mushaa,i'roN meN Taqdeem-o-TaaKheer 4.
Aasaan A'rooz aur Rumooz-e-Shaa,i'ree: qist #1 5.
Urdu meN A'tafee Taraakeeb (Ek Dilchasp Sawaal) 6.
Waaqia'aatee Shaa,i'ree Kyaa Hai? 7.
pooch`te haiN woh keh Ghalib kaun hai? 8.
SeHraa-SeHraa: Raj Kumar "Qais" kee kitaab par tabSirah 9.
Qaafiyah-paimaa huwaa hai Kaarwaan-e-Shaa,i'ree 10.
Dilchasp Adabee BaateN # 1 11.
Dilchasp Adabee BaateN # 2 12.
Urdu shaa,i'ree meN Sautee Qaafiye 13.
Urdu Taraakeeb kee Jins 14.
Tawaarud: Zabaan-o-Bayaan kee Mumaacilat 15.
Nikaat-e-SuKhan #1: 16.
Nikaat-e-SuKhan #2: 17.
Nikaat-e-SuKhan #3 : 18.
Nikaat-e-SuKhaN #4: 19.
Nikaat-e-SuKhan #5: 20.
Nikaat-e-SuKhan #6: 21.
Nikaat-e-SuKhan #7: 22.
Nikaat-e-SuKhan #8: 23.
Nikaat-e-SuKhan #9: 24.
E'laan-e-Noon aur IKhfaaYe-e-Noon 25.
Shaa,i'ree kaa ek naqS Eet^aa 26.
Internet kee MeHfiloN meN Zabaan-o-Bayaan kee GhalatiyaaN 27.
Ghazal Kehne kaa Ek Aasaan T^areeqah 28.
mir kee Ghazal meN a'awaamee alfaaz^ 29.
Ghalat^-ul-a'am aur Ghalat^-ul-a'waam 30.
GAJAL: Urdu shaai'ree meN ek nayee Sinf-e-suKhan